
Aap is par kisi bho country ke hisab se site ko filter kar sakte hai.

Iske alawa ye aapko Protect your privacy, protect your data ke bare me bhi jankari deti hai. Agar aapne site par ko badlaw kiye hai to wo aapko is parclear dikhayi denge. Iss par aapki site ko caches free kar ke show kiya jata hai. Website live version check karne ki ye ek badiyawebsite hai. Mujhe jab bhi site ka live version dekhna hota hai mai isi site par site test karta hu. Ispe aapko site par ad advertiesement ka placement bhi pata chal jata hai. Is par hum web proxy se website surf kar sakte hai. Ye meri favorite site live version check karne ki site hai. Ho sakta hai aapkse koi galati ho gayi ho or aapki site proper work nahi kar rahi ho. Website Live Version Check Karne Ki Badiya Site and ToolsĪgar aap blogger hai or apna blog khud hi design karte hai ya fir aapne blog me koi or coding edit ki hai to aapko apni site ka live version jarur check karna chahiye. Isiliye aaj main aapko is post me kuch aesi proxy websites or tools ke bare me bta raha hu jin par aap apni site ka liver verision test kar sakte ho. Agar hume site ka live version dekhna hai to hum Cntrl+F5 key button daba kar browser me open page ko reload kar sakte hai but kei bar adhik cookies and cache hone par site ka live version open nahi hota hai. Kei bar hume koi reader hi iske bare me btata hai. Hume is bare me pata bhi nahi hota hai or humar isite bad work karti rahti hai.

Blogger Blog Ki Security Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare.

Jab hum apne blog ki theme / template me CSS, HTML coding me editing kar ke humari site ko design karte hai to humse ocding mistake hone par site ka design bigard jata hai par browser caches ki wajah se hume iska sahi version i mean chache version dekhayi deta hai but other visitor (jo browser ko refresh kar leta hai) ko apak i site ka only text version dikhayi deta hai.

But don't worry aaj main aapko aesa tarika bta raha hu ki jisse aap ye pata kar sakte ho ki aapki site ekdam sahi se open ho rahi hai or achhe se work kar rahi hai. Kya aapko pata hai ki aapki site sahi se work kar rahi hai? Kya sabhi visitor aapki site theek se dekh pa rahe hai? In sawal ka jawab dena thoda mushkil hai kyuki bahut se blogger ko nahi pata ki uski site properly open ho rahi hai ya nahi or is wajah se humari site par traffic kam bhi ho sakta hai.
